Loading
October 26, 2026

Feel the Music, Read the Lyrics.

Dhun lyrics is a soulful Hindi song from the Movie Saiyaara. This beautiful Song sung by Arijit Singh. Dhun song’s heartfelt lyrics are written by Mithoon and music also Composed by Mithoon Featuring Stars Ahaan Panday and Aneet Padda.

Dhun lyrics

Hmm Mmm.. Aa Aa…

Shohratein Toh Nahi Hai Mili
Na Raees Hoon Main Bada
Jeb Mein Hai Nahi Kuchh Magar
Aas Hai Jo Woh Sunn Le Zara

Tere Is Dil Ko Churane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Sanam Ko Apna Banane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun

Hai Yahi Ek Dhun
Ho Ho Aa Aa…
Ho Ho Ho Ho…

Jab Bhi Barsaat Aaye
Palkon Mein Dhaak Loonga
Na Kami Koi Khalegi
Tujhe Itna Pyar Doonga

Chaand Taare Le Aaun
Hai Yeh Toh Mumkin Nahi
Par Vaada Hai Yeh Kasam Se
Tere Saath Main Rahunga
Tere Saath Main Rahunga

Hmm.. Yeh Main Daawa Nahi Kar Raha
Koi Taj Mahal Hai Mera
Naam Ki Chand Deewarein Hain
Jinko Hi Ghar Main Kehta Raha

Tere Is Ghar Ko Sajane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Sanam Ko Apna Banane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Hai Yahi Ek Dhun

Ho Ho Ho Ae Ae..
Ek Dhun

Ho Ho Ho Ae Ae..
Ek Dhun

Tere Is Dil Ko Churane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun

Read More Your Favourite Song Lyrics at…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *