Saiyaara is a hindi title song from the movie Saiyaara. this beautiful love song sung by Tanish bagchi, Faheem Abdullah, Arshlan Nizami lyrics are written by Irshad kamil, music composed by Tanishk Bagchi.

Saiyaara Lyrics
Tu Paas Hai Mere Paas Hai Ais
Mera Koi Ehsaas Hai Jaise
Tu Paas Hai Mere Paas Hai Aise
Mera Koi Ehsaas Hai Jaise
Haaye Main Mar Hi Jaaun
Jo Tujhko Na Paaun
Baaton Mein Teri Main Raatein Bitaaun
Honthon Pe Lamha Lamha
Hai Naam Tera Haaye
Tujhko Hi Gaaun Main Tujhko Pukaaroon
Saiyaara Tu Toh Badla Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Saiyaara Tu Toh Badla Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Beetey Lamhon Se Duniya Basa Loon
Main Toh Tere Aansuon Ka Bana Hoon
Meri Hansi Mein Teri Sadaayein
Teri Kahaani Khud Ko Sunaaun
Yaadon Ke Taare Yaadon Ke Taare Tootenge Kaise
Mere Hain Jo Woh Roothenge Kaise
Beetey Dinon Ki Kholi Kitaabein
Guzre Palon Ko Kaise Bhula Dein
Haaye Main Mar Hi Jaaun
Jo Tujhko Na Paaun
Baaton Mein Teri Main Raatein Bitaaun
Honthon Pe Lamha Lamha
Hai Naam Tera Haaye
Tujhko Hi Gaaun Main Tujhko Pukaaroon
Saiyaara Tu Toh Badla Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Saiyaara Tu Toh Badla Nahin Hai
Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
Jis Roz Hum Tum Phir Se Milenge
Yeh Saari Baatein Tujhse Kahenge
Duniya Mein Chaahe Ban Jaayein Jo Bhi
Tere Bina Tab Kuch Na Rahenge
Haaye Main Mar Hi Jaaun
Jo Tujhko Na Paaun
Jo Tujhko Na Paaun
Main Mar Hi Jaaun
Honthon Pe Lamha Lamha
Hai Naam Tera Haaye
Tujhko Hi Gaaun Main Tujhko Pukaaroon
Saiyaara Song Details
Song: Saiyaara.
Singer: Tanish bagchi, Faheem Abdullah, Arshlan Nizami
Lyrics: Irshad kamil
Music: Tanishk Bagchi.
