Tu Hai Wahi lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tu Hai Wahi lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tu Tu Hai Wahi lyrics is a Hindi song from the movie Yeh Vaada Raha. this evergreen song sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar, music composed by R. D. Burman and Tu hai wahi this evergreen romantic song written by Gulshan Bawra. Starring Rishi Kapoor and Poonam Dhillon.

Tu Hai Wahi lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tu Hai Wahi lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar

La, La La La La La, La La La La La La La


 La, La La La La, La La La La La


 Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha


 Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan


 Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza


 O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah – (2)


 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha


 La La La La La, La La La La La


 Main Aawaaz Hoon To Tu Hai Geet Mera – (2)


 Jahan Se Niraala Manmeet Mera


 Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah


 O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah


 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha


 Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha


 Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan


 Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza



 Kisi Mod Pe Bhi Na Yeh Saath Toote


 Mere Haath Se Tera Daaman Na Chhoote



 La La, La La La, La La La


 Kabhi Khwaab Mein Bhi Tu Mujhse Na Roothe


 Mere Pyaar Ki Koi Khushiyaan Na Loote



 Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah


 O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah


 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha


 Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha


 Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan


 Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza



 Tujhe Main Jahan Ki Nazar Se Chura Loon


 Kahin Dil Ke Kone Mein Tujhko Chhupa Loon



 Kabhi Zindagi Mein Pade Mushkilein To


 Mujhe Tu Sambha Le, Tujhe Main Sambha Loon



 O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah – (2)


 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha



 Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha


 Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan

 Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza


 O La La La La La La, La La La La La La La La


 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha

Lyrics End here

For read more your favorite song lyrics here…