Darasal Lyrics – Atif Aslam
Darasal Lyrics – Atif Aslam Tum toh darasal khwab ki baat ho Chalti mere khayalon mein Tum sath ho Milti hai jo achanak woh saugat ho Tum toh darasal mithi si pyaas ho Lagta hai yeh hamesha ke Tum aas paas ho Thehra hai jo labon pe woh ehsaas ho Teri adah-adah pe marta mein Wafa-wafa si karta kyun Hadon se yun gujarta mein zara zara zara.. Tum toh darasal saanson ka saaz ho Dil mein mere chhupa jo wahi raaz raaz ho Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho.. (x2) Mm… Baarish ka pani ho tum Kaagaz…
