Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil Hai lyrics – Mohammad Rafi|Aap to Aise Na the
Tu is tarah se meri zindagi mein shamil hai Lyrics from the movie Aap to Aise Na the. This beautiful lovely song was sung by Mohammad Rafi. music composed by Usha Khanna and lyrics are written by Nida Fazli. Starring Raj Babbar,Deepak prashar, Ranjeeta & Tamanna. Video song can be watched below. Tu is tarah se meri zindagi mein shamil hai lyrics – Mohammad Rafi Tu is tarah se meri zindagi mein shamil hai (x2) Jahan bhi jaaun yeh lagta hai teri mehfil hai Tu is tarah se meri zindagi mein shamil hai Yeh asmaan, yeh baadal, yeh raste, yeh hawa…
